Saturday, March 30, 2019

Hindi Shayari - 2019

Shayad Mere Aansu Se Uska Koi Rishta Hai, Tapte Sehra Mein Jo Phool Akela Hai, Ho Sakta Hai Kal Suraj Sota Hi Mujhe Paye, Ik Saanp Mere Mere Dil Mein Simta Hua Baitha Hai, Ab Roye Kahan Savan, Ab Tadpe Kahan Baadal, Yoon Mehendi Wale Hath Per Aansu Abhi Tapka Hai.I Aansuo Ki Keemat Kahan Koi Samjh Paya Hai, Hamne To Ro Rokar Bhi Bs Jamane Ko Hansaya Hai, Hamne To Ro Rokar Bhi Bs Jamane Ko Hansaya Hayase Ko Ek Katra Pani Kafi Hai, Ishq Mein Char Pal Ki Zindgani Kafi Hai, Doobne Ko Samander Mein Jayein Kahan, Aapki Aankh Se Tapka Voh Pani Kafi Hai.Na Jaane Aaj Ye Kis Kaa Khayaal Aayaa Hai, Khushi Kaa Rang Liye Har Malaal Aayaa Hai, Wo Ek Shakhs Ki Haasil Na Thaa Jo Khud Ko Bhi, Mitaa Kisii Pe To Kaisaa Bahaal Aayaa Hai...

Aaj Phir Dil Hai Kuchh Udaas Udaas, Jaane Kyun Ek Mayusi Si Chhayi Hai, Aaj Phir Palkon Pe Pani Hai, Bheed Mein Hoon Fir Kyun Ye Tanhai Hai.Duniya Me Haqiqat Ka Pata Kuch Nahi, Ilzam Hazaro H Khataa Kuch Nahi, Meri Zindagi Mei Kya Hai Padh Na Sakoge, Bas Ashqo Ke Daag Hai Aur Likha Kuch Nahi.Aankho Ki Thi Khata, Saza Dil Ne Payi Hai, Pyar Mein Hume Mili Yaar Se Sirf Ruswayi Hai, Tanhaiyo Ka Hai Daur Aur Dard Se Aankh Bhar Aayi Hai, Lamho Ki Thi Khata, Sadiyo Ki Saza Payi Hai.Udaas Na Hona Kion K Main Saath Hon, Samnay Na Sahi Par Aas Paas Hoon, Aankhon Ko Band Karo Dil Se Yaad Karo, Main Hamesha Aap K Liye Eik Ehsaas Hon.Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hoon, Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hoon, Rukte Nahi Hain Meri Aankhon Se Aansu, Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon.

Aaj jarurat hai jiski wo paas nahi hai, Ab unke dil me wo ehsas nahi hai, Tadapte hai do pal baat karne ko, Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi ha. Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai.Wo Keh Rahi Thi Samandur Nahi Hain, Ankhein Hain, Mein Un Mey Doob Gaya, Aitbar Karte Hue..Rangon Ko Chunn Raha Tha K Kaliyan Bikhar Gayin, Lamhon K Aeitbaar Mein Sadiyan Guzar Gayin..Todna Hota To Rishta Hum Na Banate.. Umeed Nahi Hoti To Sapne Hum Na Sajate. Aitbar Kiya Hai Humne Aapki Wafao Pe. Bharosa Na Hota To Apne Dil Ka Hissa Na Banate.Kyun Kisi Se Itna Pyar Ho Jata Hai, Ek Din Jeena Bhi Dushwaar Ho Jata Hai. Lagne Lagte Hain Apne Bhi Paraye, Aur Ek Ajnabi Par Itna Aitbaar Ho Jata Hai…Mohabbat Me Bewafai Ko Mai Kahani Samajh Ta Tha, Use Bhi Pyer Me Apne Mai Deewani Samajhta Tha, Mai Pagal Tha Ya Uske Pyar Ne Pagal Kiya Mujhko , Ki Mohabbat Mei Mar Bhi Jane Ko Mai Qurbani Samjhta Tha.Zindgi Gujar Jaye Par Vishwas Kam Na Ho, Yaad Hame Rakhna Chahe Paas Hum Na Ho. Qayamat Tak Chalta Rahe Yu Hi Ye Safar Dua Karo Rabse Kabhi Ye Rista Khatam Na Ho.

Duniya To Hai Kaanton Ka Bichona Pyaare Tum Hum Se Kabhi Hona Na Judaa Pyaare Aao Mil Kar Dukh Ke Lamhe Kaaten Ik Jashn Hai Sath Sath Rona Pyaare…Lafzon Ke Fasaane Dhondhte Hain Hum Log Lamhon Mai Zamaane Dhondhte Hain Hum Log Tu Zeher Hi De Sharaab Keh Kar Saaqi Jeene Ke Bahaane Dhondhte Hain Hum Log…Dil Ka Araman Paas Aake Dekho, Do Kadam Manzil Pe Chalke Dekho ! Hamse Haath Se Haath Milke Dekho, Dil Ke Taar Ke Sargam Ko Dekho ! Anjaani Raaho Me Chalake To Dekho, Manzil Ki Ghazal Ko Padhke To Dekho ! Uske Har Shabd Ko Samajh Ke To Dekho, Manzil Ke Safar Me Aap Chalke To Dekho.Mana Ke Jo Di Aapne Nseeht Hame Wada Hai Ki Armano Ko Pura Ham Kare, Aankhari Saas Tak Unka Sahara Ham Bane, Unki Beti Hone Ka Farz Ham Bhi Ada Kare .Har Kadam Pe Thokar Wohi Nahi Hoti, Dosti Me Sab Dost Ek Jaise Nahi Hote, Ye Nazaro Ki Ek Nazar Ka Hi Fark Hota, Paancho Ungaliya Kabhi Barabar Nahi Hoti.Pal Pal Ke Riste Ka Vada Hai Aapse, Apnapan Kuch Inta Jyada Hai Aap Se, Na Sochna Ki Bhool Gaye Hum Aapko, Zindagi Bhar Chahenge Yeh Vada Hai Aapse.


Popular Posts

Search This Blog

Powered by Blogger.

Blog Archive

Pages